Ingredients:
Mutton chops 1/2 kg
Adrak lehsan ka paste 1 tbsp
Garam Masala 1/2 tsp
Tandori color 1 chutki
Chili powder 1 tsp
Lemo ka ras 2 tbsp
Jayefal javitri 1/4 tsp
Chohti elaichi 1/4 tsp
Salt hasb-e-zaiqa
Chat Masala 1 tbsp
Meat Tenderizer 1/2 tsp
For garnishing:
Piyaz or timatar Slices main katy howe
Method:
- Chops ko adrak,lehsan,garam masala,chili powder, tandori color,lemo ka ras, jayefal javitri, choti elaichi aur namak k sath marinate kar k ek hour k liye rakh dein.
- Ab isey steam kar k shallow fry karlein.
- Phir upar se chat masala dal dein.
- Piyaz or timatar k slices se garnish kar k serve karein.

No comments:
Post a Comment