Ingredients:
Chicken 1/2 kg
Safaid Chanay(boiled) 2 cups
Hara Dhanya 2-3 tbsp
Piyaz(Bareek kati hoi) 1 adad
Adrak lehsan ka paste 1 tsp
Timatar 2 adad
Adrak(kati hoi) 1 adad
Hari mirch 4 adad
Garam masala 1 tsp
Lal mirch powder 2 tsp
Haldi 1/2 tsp
Salt Hasb-e-zaiqa (1/2 tsp )
Sabit Garam masala 1 tsp
Oil 1/2 cup
Method:
- Ek pan main oil garam kar k us main piyaz fry kar lein yahan tak k golden brown hojaye.
- Ab is main adrak lehsan ka paste shamil kar k kuch seconds bhonain or chicken add kar dein.
- Chicken ko thorey der pakaney k bad is main timatar, namak, lal mirch, sabit garam masala, garam masala, haldi dal kar pakney dein yahan tak k chicken or timatar gal jayein.
- Ab is main boiled chanay dal dein or gravy k liye 2 cup pani dal kar 5-7 minute tak pakayein.
- Phir is main hari mirch , hara dhanya dal kar 3 minute dam dey dein.
- Murgh cholay tayyar hain. Adrak k bareek slices dal kar serve karein.