Sunday, March 6, 2011

Chapli Kabab


Ingredients:

qeema 1/2 kg
sabit dhanya kuta hoa 2 tbsp
egg 2 adad
zeera kuta hoa 2tbsp
anar dana 1 tbsp
piyaz bareek kati hoi 3 adad
hari mirch bareek kati hoi 4 adad
lal mirch kuti hoi 1 tbsp
lehan ka paste 1 tbsp
tamatar, kheeray k slices for garnishing
oil for frying
salt hasb-e-zarorat

Method:
-Ek bowl main qeema main upar diye gaye saarey masalay mix kardein.eggs ko bhi phaint kar qeemay main shamil kardein or kuch dair k liye rakh dein.
-Ab frying pan main oil garam karein, or qeemy k kabab bana kar fry karein. dark brown honay per nikal lein.
- Tamatar or kheery k sath garnishing kar k ketchup k sath garam garam serve karein.

1 comment:

  1. Ms Jaferi ye sb ap ko apnay Rohaniilaj or wazaifa se batain gay Jaferi sb apna hr kam mukammal imandari or razdari se krtay hain agar ap ko bhi is trhn ki koi parishni ho to abi rabta karan. Istikhara Service ma ain ka kisi sa koi mukabla ni ha abi tak lakhon logon k liya ya service farham kr chukka hain.
    Rohani Zaicha
    Istikhara
    Horoscope
    Astrology
    Istikhara for Marriage
    ROhaniilaj
    ROhani Wazaif
    Amil Online
    Amliyat
    Black Magic ka tor
    Marriage problem
    Husband Wife Problem

    ReplyDelete